Sunday, May 20, 2007

If Guru Dutt had been a software consultant in the US

(The following should be sung to the tune of an old Hindi classic song
sung by late Mohammed Rafi. "Yeh Duniya agar mil bhi jayaye to kya
hai...")


Yeh Document, Yeh Meetings, Yeh Features Ki Duniya
Yeh Insaan Ke Dushamn, Cursors Ki Duniya
Yeh Deadlines Ke Bhooke, Management Ki Duniya
Yeh Product Agar Ban Bhi Jaaye To Kya Hain?

Yahaan Ek Khilona Hain Programmer Ki Hasti
Yeh Basti Hain Murda Bug-Fixers Ki Basti
Yahaan Par Toh Raises Hain, Iinflation Se Sasti

Yeh Review Agar Ho Bhi Jaaye Toh Kya Hain?
Har Ek Keyboard Ghayal, Har Ek Login Pyaasi
Excel Mey Uljhan, Winword Mey Udaasi

Yeh Office Hain Ya Aalame Microsoft Ki
Yeh Release Agar Ho Bhi Jaaye To Kya Hain?

Jalaa Do Isey, Phoonk Do Yeh Monitor
Mere Saamne Se Hataa Do Yeh Modem
Tumhara Hain Tumhi Sambhaalo Yeh Computer
Yeh Product Agar Chal Bhi Jaaye Toh Kya Hain?

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...